رفتن به محتوای اصلی

متن و پخش آهنگ Ishq Mera Pehla از Shreya Ghoshal

در این صفحه متن، مشخصات و راه‌های شنیدن آهنگ Ishq Mera Pehla با صدای Shreya Ghoshal را مشاهده می‌کنید؛ اطلاعات این صفحه از داده ثبت‌شده همین اثر تهیه شده است.

Exclusive Song: Shreya Ghoshal - Ishq Mera Pehla

کاور آهنگ Ishq Mera Pehla از Shreya Ghoshal

پخش آنلاین همین موزیک

کاور و مشخصات اثر از داده ثبت‌شده همان ترک دریافت شده است.

متن کامل ترانه Ishq Mera Pehla با صدای Shreya Ghoshal

Kuchh toh hua hai Jabse woh mila hai Waisa na mila tha Na kabhi milega Haaye, uss pe main toh marr gayi Kaise main bataaun Mera haal kya hai Uski nazar ne Kiya woh asar hai Haaye, uss pe main toh marr gayi Yeh khushfehmiyan sahi nahin Woh toh mera hai, tera nahin Lagta hai tumko maalum hi nahin hai Chhaila, woh mera chhaila Rom rom mein hai phaila Kaise kar gaya mujhko paagal Chhaila, woh mera chhaila Ishq jaise mera pehla Kaise kar gaya mujhko paagal Chhaila mera chhaila Always and forever Chhaila mera chhaila Ooh Hum jab mile the Usne kaha tha mujhse Tere bina reh na paayenge Din raat baatein karta hai mujhse woh Kehta hai chal bhaag jaayenge Aashiq woh mera Dhoondhle tu tera Sach hai kya ab tu yeh jaan le Chhaila, woh mera chhaila Emoji se mere DM ko bharta Kabhi dinner pe Kabhi movie pe Kyun date pe le jaane ko woh marrta Har waqt mujhe call kyun lagaaye Mujhe drive pe bulaaye Sataye kyun Kyun mere peeche mandaraaye Are you serious Isi liye toh Yeh khushfehmiyan sahi nahin Woh toh mera hai, tera nahin Lagta hai tumko maalum hi nahin hai Chhaila mera chhaila Chhaila mera chhaila Kaise kar gaya paagal Chhaila mera chhaila Rom rom mein hai phaila Kaise kar gaya hai mujhko paagal Chhaila, he ain't no lover Paagal kar gaya Kar gaya Kya woh mera Chhaila mera chhaila ♪

شناسنامه اثر

اطلاعات آهنگ Ishq Mera Pehla

خواننده
Shreya Ghoshal
تاریخ انتشار محتوا
مدت آهنگ
3:57
رادیو موزیک آلامی › Shreya Ghoshal › متن کامل و پخش آهنگ Ishq Mera Pehla از Shreya Ghoshal

دیدگاه‌ها

هنوز دیدگاهی منتشر نشده است. اولین نظر را شما بنویسید.

نظر شما